KHAASA E KHAASAN E RUSUL

The one and only free public forum for Bohras. The focus of this forum is the reform movement, the Dawoodi Bohra faith and, of course, the corrupt priesthood. But the discussion is in no way restricted to the Bohras alone.
salaar
Posts: 635
Joined: Sun Mar 02, 2014 8:36 am

KHAASA E KHAASAN E RUSUL

#1

Unread post by salaar » Fri Aug 01, 2014 3:26 pm

When i see the present state of affairs of my beloved community i feel sad, nothing but money money money, iam presenting a poem written by Maulana Altaf Hussain Hali with certain changes that i have made in accordance with our community affairs.

AE KHAASA E KHAASAN E RUSUL WAQT E DUA HAI....UMMAT PE TERI AA KE AJAB WAQT PARA HAI
JO DEEN BARI SHAAN SE NIKLA THA YEMEN SE....AFSOOS KE WOH AAJ GHAREEB UL GHURABA HAI
WOH DEEN HOI BAZM E JAHAN JIS SE CHARAAGHA....AAJ ISS KI MAJALIS MAE NE BATTI NA DIYAA HAI
WOH DEEN KE THA SHIRK SE ALAM KA NIGEHBAAN....AB ISS KA NIGEHBAAN AGAR HAI TOU KHUDA HAI
JIS DEEN NE GHAIRO KE THAE DIL AA KE MILAAE....ISS DEEN MAE DAI SE AB MAZOON JUDA HAI
AALIM HAE SOU BAE AQL HAI JAHIL HAI SOU ABDI....UMMAL BHI MAGHROOR HAI MUFLIS SO GADAA HAI
CHOOTO MAE ATAAT HAI NA SHAFQAT HAI BAROO MAI....HAR FARD YAHA BAYLAN AUR ROTI MAE PHANSA HAI
FARYAD HAI AE KASHTI E UMMAT KE NIGEHBAAN....BAE RAH YE TABAHI KE QAREEB AA KE LAGA HAI
HAR SIMT MOMIN SE HAI PAISO KE TAQAZAY....WAJIBAT, ZIYAAFAT NE YOO KANGAAL KIYA HAI
QAID HAI NA REHBAR HAI NA SALAAR HAI KOI....SILLAT AUR NAJWAY NE GALA GHONT DIYA HAI
ISS KHOOF KE ALAM MAE RAHAY KAISAY UJAGAR....FORUM PAE BHI YE MAE NE BOHAT DARR KE LIKHA HAI.

salaar
Posts: 635
Joined: Sun Mar 02, 2014 8:36 am

Re: KHAASA E KHAASAN E RUSUL

#2

Unread post by salaar » Fri Aug 01, 2014 7:48 pm

Khaasa e khaasan e Rusul means it is addressed to the closest and choicest among those who are closer to RasoolAllah s.a.w.w.

morela
Posts: 183
Joined: Mon Jul 21, 2014 1:21 pm

Re: KHAASA E KHAASAN E RUSUL

#3

Unread post by morela » Sun Aug 03, 2014 1:23 pm

Kyunki wo deen Jo Yemen she Nikola that WO ek dhoka thaa. Islam ke naam par dhoka tha